Tuesday 20 March 2012

Uss ne kaha kaun tumhen hai buhat aziz


Uss ne kaha kaun tumhen hai buhat aziz
maine kaha dil pe jise ikhtyaar hai,

ussne kaha kaunsa tohfa hai man_pasand
maine kaha woh shaam jo ab tak udhaar hai!

No comments: