Thursday 5 January 2012

Shikwa-e-ashq nahi Jurrat-e-guftar nahin

Shikwa-e-ashq nahi Jurrat-e-guftar nahin
mare hathon main jabar ki talwar nahin
Ibn-e-Adam hun insan se Mohabat ki hai
Aag ka chand ka Pathar ka paristar nahin
aye khuda mujh ko meri Ibadat k badly Mohabat de de
Main teri kisi b jannat ka kharidar nahin
jis ne insan se mohabat hi na ki ho
wo dar haqiqat khuda ka b talabgaar nahin..!!

No comments: