Tuesday, 22 July 2014
Monday, 9 June 2014
Monday, 26 May 2014
Wajood apna Na Rooh apni
Wajood apna
Na Rooh apni,
Bas ek tamasha ye zeest thehri..
Na dil-lagi me sakoon paaya,
Na ashqi me qaraar paaya..
Na wasl lamhe hi raas aaye,
Na firaaq hi hum guzaar paaye.
Ajab ye chahat ke marhale hain,
Na jeet paaye
Na haar paaye..
Na hi yadon ki dhund utri,,
Na dil k daaman ko jhhaar paaye..
Na aankhen khuwabon ko dhoond paa'een,
Na khuwab aankhon ko dhoond paaye..
Bas ek tamasha ye zeest thehri,,
Wajood apna
Na rooh apni..!
Wednesday, 14 May 2014
Tuesday, 6 May 2014
Friday, 25 April 2014
Saturday, 19 April 2014
Subscribe to:
Posts (Atom)






