Monday, 21 January 2013

Azam Dil-e-Gareeb Ki Wairaniya’n To Dekh,

 Azam Dil-e-Gareeb Ki Wairaniya’n To Dekh,

Kaisa Nagar Tha Jo Tere Hatho’n Ujar Gaya..!!

Friday, 18 January 2013

Us ko to kho diya hai ab na-jane kis ko khona hai,

 Us ko to kho diya hai ab na-jane kis ko khona hai,

Lakeeron mein judai ki alaamat ab bhi baaki hai.

Tuesday, 15 January 2013

Mujhe Maloom Nahi Ki Meri Aankhon Ko Talaash Kiski Hai,

 Mujhe Maloom Nahi Ki Meri Aankhon Ko Talaash Kiski Hai,

Tujhe Dekhta Hoon To Manzil Ka Gumaan Hota Hai..!!

Jis Jagah par log apni nafratain dafna sake,

 Jis Jagah par log apni nafratain dafna sake,

Saher mein aisa bhi ek Qabristan hona chahiye..!!

Monday, 14 January 2013

Ek to husn-e-balaa, us par banawat aafat,

 Ek to husn-e-balaa, us par banawat aafat,

Ghar ujar gaye hazaro ke, sanwarne wale.

Thursday, 10 January 2013

Shayad Issi Ko Kehtay Hen Majbori-E-Hayat,

 Shayad Issi Ko Kehtay Hen Majbori-E-Hayat,

Ruk Si Gaiy Hai Umar-E-Gurezaan Tere Baghair ..!

Saturday, 5 January 2013

Arey Sahib! Apni Bad-Duaein Paas Rakho..

 Arey Sahib! Apni Bad-Duaein Paas Rakho..

Mujhe Mohabbat Hai Barbaad Khud Hi Ho Jaoun Ga!